Roman script

dushwar zamane me garibo ka gujar hai

dushwar zamane me garibo ka gujar hai

aawaz do aawaz do bhagwan kidhar hai

dushwar zamane me garibo ka gujar hai

dushwar zamane me

hum jisko sunate to hai

ashko ki jubani

ashko ki jubani

sunta hi nahi koi

garibo ki kahani

garibo ki kahani

par yaad me tasir na aaho me asar hai

par yaad me tasir na aaho me asar hai

aawaz do aawaz do

bhagwan kidhar hai

dushwar zamane me garibo ka gujar hai

dushwar zamane me

aasha me nirasah ka

sada hota hai darshan

sada hota hai darshan

jhutha hai zamana

banta takdir bhi bairna

banta takdir bhi bairna

kya ham pe gujarti hai

tujhe iski khabar hai

kya ham pe gujarti hai

tujhe iski khabar hai

aawaz do aawaz do

bhagwan kidhar hai

dushwar zamane me garibo ka gujar hai

dushwar zamane me

dhanwalo udato gairbo ki hasi kyu

garibo ki hasi kyu

bhagwan na aayegi daya

tujhko kabhi kyu

daya tujhko kabhi kyu

dunia se nahi tujhse to

ummid magar hai

dunia se nahi tujhse to

ummid magar hai

aawaz do aawaz do

bhagwan kidhar hai

dushwar zamane me garibo ka gujar hai

dushwar zamane me

Explore this song