Roman script

jindagi idhar to aa kuch kahaniya suna
dastan to suna main jinme dhundhu chehra tera
jindagi aa re aa re aa aa aa ha 
kahaniya to suna de aa
das sapne hain tute das apne hain chhute 
das kahaniya
das bato bato me dus rishte hain ruthe 
das kahaniya das das das
siyahi se dil ki bhare humne panne
har ik taraf roshni dhua is safar me
chalo sath tum bhi hamare 
sitaro se aage jara
dilo me kahani ke moti khwabo ke dhage la
das sapne hain tute das apne hain chhute das kahaniya
das bato bato me das rishte hain ruthe 
das kahaniya
sapne hain tute apne hain chhute
bato bato me rishte hain ruthe
kabhi banke khushbu ye mahka karenge
kabhi aake nindo me tujhko chhuyenge
inhe khulke mehsus karlo 
ye dastak tujhe de rahi
khyalo ne jab tha tarasha to har kahani bani
das sapne hain tute das apne hain chhute 
das kahaniya
das bato bato me dus rishte hain ruthe 
dus kahaniya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Anchal, K. K.

actor: Sanjay Dutt, Sunil Shetty, Aftab Shivdasani, Neha Dhupia