Roman script
jindagi idhar toh aa, kuchh kahaniya suna dastan toh suna, mai jiname dhundu chehra tera jindagi aa rey aa rey aa aa aa ha, kahaniya toh suna de aa dus sapne hain tute, dus apne hain chhute, dus kahaniya dus bato bato me, dus rishte hain ruthe dus kahaniya dus dus dus siyahi sey dil kee, bhare humne panne har ik taraf roshni, dhuwa iss safar me chalo sath tum bhee hamare, sitaro sey aage jara dilo me kahani ke motee, khwabo ke dhage la dus sapne hain tute, dus apne hain chhute, dus kahaniya dus bato bato me, dus rishte hain ruthe, dus kahaniya sapne hain tute, apne hain chhute bato bato me, rishte hain ruthe kabhi banke khushbu, yeh mehka karenge kabhi aake nindo me, tujhko chhuyenge inhe khulke mehsus karlo, yeh dastak tujhe de rahi khayalo ne jab tha tarasha, toh har kahani bani dus sapne hain tute, dus apne hain chhute, dus kahaniya dus bato bato me, dus rishte hain ruthe, dus kahaniya
Song details
- Singer: K. K.
- Singer: Anchal Datta Bhatia
- Film / album: Dus Kahaniyaan (2007)
- Composer: Gourov Dasgupta
- Lyricist: Virag Mishra
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Suniel Shetty
- Actor: Neha Uberoi
- Actor: Dino Morea
- Actor: Arbaaz Khan
- Actor: Anoop Soni
- Actor: Amrita Singh
- Actor: Aftab Shivdasani
- Actor: Mandira Bedi
- Actor: Masumeh Makhija
- Actor: Manoj Bajpai
- Actor: Sudhanshu Pandey
- Actor: Natassha
- Actor: Minissha Lamba
- Actor: Nana Patekar
- Actor: Neha Dhupia
- Actor: Apoorva Lakhia
- Actor: Rohit Roy
- Actor: Anuradha Patel
- Actor: Dia Mirza
- Actor: Tareena Patel
- Actor: Jimmy Sheirgill
- Actor: Naseruddin Shah
- Actor: Vishwajeet Pradhan
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Mahesh Manjrekar
- Actor: Parmeet Sethi
- Actor: Shabana Azmi
Song video
singer: K. K., Anchal Datta Bhatia