Roman script

duriya duriya sab mita do

man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do

jane ki baat ab na karo, jane ki baat ab na karo 

duriya sab mita do

tum zara bhigo ham zara bhige rim jhim gati phuharo me

na tum bolo na ham bole, baat ho bas yu isharo me

aaj ki raat tum na daro, jane ki baat ab na karo

duriya sab mita do 

man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do

man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do

meri zulfe mera aanchal sab kuch hai piya tere liye

teri baahe teri nigaahe sab kuch hai piya mere liye

aaj ki raat na aahe bharo, jane ki baat ab na karo

duriya sab mita do

man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do

jane ki baat ab na karo, jane ki baat ab na karo

duriya sab mita do

man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do

man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do

Explore this song