Roman script

dur se ek pardesi aaya

dur se ek pardesi aaya

puchho kya kya laya

puchho kya kya laya

dur se ek pardesi aaya

dur se ek pardesi aaya

puchho kya kya laya

puchho kya kya laya

gajre laya jhumke laya

dekho tod ke taare laya

gajre laya jhumke laya

dekho tod ke taare laya

bunde le lo challe le lo

aji rang birange gahne le lo

le lo tohfe mahlo ke

koi galiyo me le aaya

dur se ek pardesi aaya

dur se ek pardesi aaya

puchho kya kya laya

puchho kya kya laya

jhumar le lo jhumke le lo

le lo chand ke tukde le lo

jhumar le lo jhumke le lo

le lo chand ke tukde le lo

kangan mango haar kharido

aji piya ke dil ka pyar kharido

nili baake chudiya kaali

baar baar nahi aane waali

nili baake chudiya kaali

baar baar nahi aane waali

le lo koi dur se chal kar

darwaje par aaya

dur se ek pardesi aaya

dur se ek pardesi aaya

puchho kya kya laya

puchho kya kya laya          

ye jhumar saajan ka jhula 

ye kangan dulhan ka gana

ye jhumar saajan ka jhula

ye kangan dulhan ka gana

ye jhumke do chandani raate

ye gajre do pyar ki baate

kisi ke dil ne gajre mange

kisi ko jhumar bhaya

dur se ek pardesi aaya

dur se ek pardesi aaya

puchho kya kya laya

puchho kya kya laya

dur se ek pardesi aaya

dur se ek pardesi aaya

puchho kya kya laya

puchho kya kya laya

Explore this song