Roman script

duniyawalo ko nahi kuchh bhi khabar
duniyawalo ko nahi kuchh bhi khabar
kahe pyar karne ki hai yeh koyi umar
ham kahe dil se dil mile jo agar 
ham kahe dil se dil mile jo agar
tab hai pyar karne ki har ek umar
tab hai pyar karne ki har ek umar 
duniyawalo ko nahi kuchh bhi khabar
kahe pyar karne ki hai yeh koyi umar
ham kahe dil se dil mile jo agar 
ham kahe dil se dil mile jo agar
tab hai pyar karne ki har ek umar
tab hai pyar karne ki har ek umar   
duniyawalo ko nahi kuchh bhi khabar
nahi kuchh bhi khabar
rat din sina kyun phadakata hai
sine me dil kyun dhadakata hai
rat din sina kyun phadakata hai
sine me dil kyun dhadakata hai
kahi toh hai woh hasina koyi
jiske liye dil yeh tadapta hai
koyi kahe gulbadan jane chaman hai kaha
koyi kahe gulbadan jane chaman hai kaha  
duniyawalo ko nahi kuchh bhi khabar
kahe pyar karne ki hai yeh koyi umar
ham kahe dil se dil mile jo agar 
ham kahe dil se dil mile jo agar 
tab hai pyar karne ki har ek umar 
tab hai pyar karne ki har ek umar
duniyawalo ko nahi kuchh bhi khabar
yeh jahan ek saraya phani hai
yaha har chij ani jani hai
yeh jahan ek saraya phani hai
yaha har chij ani jani hai
ake na jaye woh budhapa hai
jake na aye woh javani hai
gayi akad dhili pakad josh magar hai jawan 
gayi akad dhili pakad josh magar hai jawan 
duniyawalo ko nahi kuchh bhi khabar
kahe pyar karne ki hai yeh koyi umar
ham kahe dil se dil mile jo agar
ham kahe dil se dil mile jo agar  
tab hai pyar karne ki har ek umar 
tab hai pyar karne ki har ek umar 
duniyawalo ko nahi kuchh bhi khabar
duniyawalo ko nahi kuchh bhi khabar
kahe pyar karne ki hai yeh koyi umar
ham kahe dil se dil mile jo agar 
ham kahe dil se dil mile jo agar 
tab hai pyar karne ki har ek umar 
tab hai pyar karne ki har ek umar 
tab hai pyar karne ki har ek umar 
har ek umar tab hai pyar karne ki umar umar umar

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kavita Krishnamurthy, Manna Dey, Shabaab Sabri, Sonu Nigam