Roman script

duniya se dil lagakar duniya se dil lagakar

duniya se kya milega yad-e-khuda kiye ja 

yad-e-khuda kiye ja tujhko khuda milega 

tujhko khuda milega tujhko khuda milega 

tujhko khuda milega yad-e-khuda kiye ja

tujhko khuda milega yad-e-khuda kiye ja

daulat ho ya hukumat taaqat ho ya javani 

har cheez mitne wali har chiz aani jaani 

ye sab guruur ik din ye sab guruur ik din

mitti me ja milega ye sab guruur ik din

mitti me ja milega yad-e-khuda kiye ja

tujhko khuda milega yad-e-khuda kiye ja

aata nahi palat kar guzara hua zamana 

kya khwab ka bharosa kya maut ka thikana 

ye zindagi gava kar ye zindagi gava kar

kya fayda milega ye zindagi gava kar

kya fayda milega yad-e-khuda kiye ja

tujhko khuda milega yad-e-khuda kiye ja

takdeer jo dikhaye chup chaap dekhta chal

imaan ke sahaare neki ka rasta chal 

is raaste pe aakar is raaste pe aakar 

har raasta milega is raaste pe aakar 

har raasta milega duniya se dil lagakar

duniya se kya milega yad-e-khuda kiye ja

tujhko khuda milega yad-e-khuda kiye ja

Explore this song