Roman script

aye do jahan wale aye do jahan wale

dunia pe bhi nazar kar aye aasman wale

aye do jahan wale

dunia pe bhi nazar kar aye aasman wale

aye do jahan wale aye do jahan wale

phulo me tulne wale kanto pe so rahe hai

phulo me tulne wale kanto pe so rahe hai

kismat ko ro rahe hai barbad ho rahe hai

aankho ke sath mil kar rote hai dil ke chhaale

rote hai dil ke chhaale aye do jahan wale

dunia pe bhi nazar kar aye aasman wale

aye do jahan wale aye do jahan wale

hotho ki muskurahat dunia ne chhin li hai

hotho ki muskurahat dunia ne chhin li hai

paamal har khushi hai barbad zindagi hai

fariyad kya kare hum muh par pade hai tale

muh par pade hai tale aye do jahan wale

dunia pe bhi nazar kar aye aasman wale

aye do jahan wale aye do jahan wale

Explore this song