Roman script

o o o ri duniya 

o o o ri duniya 

hey o ri duniya

hey surmayi aankhon ke pyalon ki duniya o duniya

surmayi aankhon ke pyalon ki duniya o duniya

satrangi rango gulaalo ki duniya o duniya 

satrangi rango gulaalo ki duniya o duniya 

alsayi sejo ki phulon ki duniya o duniya re

angdayi tode kabutar ki duniya o duniya re

he karwat le soyi haqiqat ki duniya o duniya

diani hoti tabiyat ki duniya o duniya

khwaaish mein lipati jarurat ki duniya o duniya re

hey insan ki sapno ki niyat ki duniya o duniya

o ri duniya aa aa o ri duniya 

o ri duniya aa aa o ri duniya 

ye duniya agar mil bhi jaye to kya hai 

ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai 

ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai 

mamta ki bikhri kahani ki duniya o duniya

behano ki sisaki jawani ki duniya o duniya

aadam ki hawwas rishto ki duniya o duniya re

hey ey shayar ke fike labjon ki duniya o duniya

o o o o o

ghalib ke momin ke khaabo ki duniya

majajo ke unn inkalaab ki duniya

ghalib ke mokin ke khaabo ki duniya

majajo ke unn inkalabo ki duniya

faiz firaako saahir o makhdum

bhir kijauk ki daago ki duniya

ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai 

ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai 

ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai 

palchhin mein baaten chali jaati hai hai

palchhin mein raaten chali jaati hai hai

reh jata hai jo sawera wo dhundhe

jalte maka mein basera wo dhundhe

jaisi bachi hai waisi ki 

waisi bachalo ye duniya

apana samajhake apano ke 

jaisi uthaalo ye duniya

chhut put si baaton mein

jalne lagegi sambhalo ye duniya

kat putke ke rakhon mein 

palne lagegi sambhaalo ye duniya

o ri duniya aa aa aa o ri duniya

wo kahe hai duniya ye itni nahi hai

sitaro se aage jaha aur bhi hai

hum hi nahi hai waha aur bhi hai

hamari har ek baat hoti rahi hai

hame aitraj nahi hai kahi bhi

magar falsafa ye bighad jaata hai jo wo kehte hai

aalim ye kehta waha ishwar hai

fajil ye kehta waha allah hai

katil ye kehata wahaan isha hai

manjil ye kehti tab insan se ki

tumhaari hai tum hi sanbhaalo ye duniya

ujale huye chand baasi chirago 

tumhare ye kale iraado ki duniya

ey o ri duniya o ri duniya o ri duniya

Explore this song