Roman script

duniya ne to mujhko chhod  diya 

khub kiya arey khub kiya botal ki taraf muh mod diya

botal ki taraf muh mod diya khub kiya arey khub kiya

wo ghadiya khawab ki ghadiya thi 

mai jin ghadiyo me jaga tha duniya ki khushi ek saya thi

duniya ki khushi ek saya thi

mai jiski lagan me bhaga tha mai jiski lagan me bhaga tha

pavo ko jo mere tod diya khub kiya arey khub kiya

botal ki taraf muh mod diya khub kiya arey khub kiya

jab mujhse zamana dur hua jab mujhse zamana dur hua

botal ne kaha batau kya kaha har dard ke mare ko ek din 

to padti hai jarurat to meri padti hai jarurat to meri 

tute huye dil ko jod diya  khub kiya arey khub kiya

duniya ne to mujhko chhod  diya khub kiya arey khub kiya

Explore this song