Roman script

duniya ne mujhko hai samjha nakara

duniya ne mujhko hai samjha nakara

nalayak nalayak kah ke pukara

aur koi kuch bhi kahe bura nahi manuga

aur koi kuch bhi kahe bura nahi manuga

tune kaha to zahar kha ke mar jaunga

tune kaha to zahar kha ke mar jaunga

duniya ne mujhko hai samjha nakara

nalayak nalayak kah ke pukara

hey teri aankho me hijab hijab lajawab 

o haye ye shabab shabab lajawab

pyar ke sawal ka de pyar me jawab

de pyar me jawab o teri meri jodi hogi jodi lajawab

oye aankhe hongi meri aur tere honge khawab 

tera mera pyar hoga hoga lajawab

o hoga lajawab thukarao na man jao na

aur koi thukarye bura nahi manuga

aur koi thukarye bura nahi manuga

tune thukraya zahar kha ke mar jaunga

tune thukraya zahar kha ke mar jaunga

aye duniya ne mujhko hai samjha nakara

nalayak nalayak kah ke pukara

hey zara suno to hujur na jao dur dur 

meri ankhiyo ke nur karo na yu gurur

kisi na kisi ko apnaogi jarur apnaogi jarur

ho tera pyar paunga mai paunga jarur

o chahe badnam ya ho jau mashur

aaj tujhe sath leke jaunga jarur

leke jaunga jarur zara aao na chhod  jao na

aur koi chhod  jaye bura nahi manuga

aur koi chhod  jaye bura nahi manuga

tune mujhe chhod a zahar kha ke mar jaunga

tune mujhe chhod a zahar kha ke mar jaunga

aye duniya ne mujhko hai samjha nakara

nalayak nalayak kah ke pukara

aur koi kuch bhi kahe bura nahi manuga

aur koi kuch bhi kahe bura nahi manuga

tune kaha to zahar kha ke mar jaunga

tune kaha to zahar kha ke mar jaunga

Explore this song