Roman script

duniya ne maari thokar shrab ne bigada

duniya ne maari thokar shrab ne bigada

main aawara beshara footpaat ne mujhko pala

main aawara beshara footpaat ne mujhko pala

duniya ne maari thokar shrab ne bigada

maine jo pee sharab sharabi kah diya 

use kya naam du jisne lahu piya

maine jo pee sharab sharabi kah diya 

use kya naam du jisne lahu piya

bahaka jo pee ke main gaaliya mili

jisne ujaade ghar use taaliya mili

is duniya mein bolo yaar insaf kaha hai sala

duniya ne maari thokar shrab ne bigada

main aawara beshara footpaat ne mujhko pala

duniya ne maari thokar shrab ne bigada

bachapan se aaj tak main daudata raha

do rotiyo ke khatir jhuth bolta raha

bachapan se aaj tak main daudata raha

do rotiyo ke khatir jhuth bolta raha

manga jo maine pyar nafart mili

sach bolne chala to kurbat mili

aajkal har jagah hai jhuthe ka bolbala

duniya ne maari thokar shrab ne bigada

main aawara beshara footpaat ne mujhko pala

duniya ne maari thokar shrab ne bigada

Explore this song