Roman script

duniya ne dil toda, mujhko tanha chhoda

jina nahin mujhe yaara, tune jo munh moda

duniya ne dil toda, mujhko tanha chhoda

jina nahin mujhe yaara, tune jo munh moda

duniya ne dil toda

aayine khaabon ke tute

meri aankhon mein chubhne lage hain

jalne lage mere nagme

rang yaadon ke bujhne lage hain

humraah mere tha saara jamaana

ab sirf tanhaaiyaan

honthon pe sabke tha mera taraana

ab hai ruswaaiyaan

duniya ne dil toda, mujhko tanha chhoda

jina nahin mujhe yaara, tune jo munh moda

duniya ne dil toda

najdik aa dhadkane sun

tere liye hai ye aankhein nam, sanam

tu paas ho to jahaa ke 

has ke seh loonga main har sitam, gham

tere bina meri kya jindagaani, udta hua ik dhua

tere bina meri kya hai kahaani

mitata hua ik nishaan

duniya ne dil toda, mujhko tanha chhoda

jina nahin mujhe yaara, tune jo munh moda

duniya ne dil toda

Explore this song