Roman script

duniya me dilwale honge hajaro

fir bhi hamari wafa dilruba yaad karoge

duniya me dilwale honge hajaro

fir bhi hamari wafa dilruba yaad karoge

hamne bhi apna mohabbat bhara dil

jao tumhe de diya tum bhi kya yaad karoge

pyar me aakhir hamare kaam aa gayi 

vo dard bhari aahe dard bhari aahe

pyar me aakhir hamare kaam aa gayi 

vo dard bhari aahe dard bhari aahe

aapke kadmo ke niche jalti thi rahe

is dhup pe tumpe julfo ka saya

jaise ke hamne kiya sajna yaad karoge

duniya me dilwale honge hajaro

fir bhi hamari wafa dilruba yaad karoge

bekarar mai bhi hu lekin lab thartharaye 

aankh jhuk jaye aankh jhuk jaye

bekarar mai bhi hu lekin lab thartharaye 

aankh jhuk jaye aankh jhuk jaye

tum rahe anchal samete tan ko churaye

fir bhi udda laya baho me tumko

jhonka pyar ka ye hawa yaad karoge

hamne bhi apna mohabbat bara dil

jao tumhe de diya tum bhi kya yaad karoge

ham mile to raah kya hai chalti hai manjil 

sang hame le ke sang hame le ke

ham mile to raah kya hai chalti hai manjil 

sang hame le ke sang hame le ke

dekhna chute na baiya milke gale se

pal me andhera hai pal me ujhala

ye bekhudi ki ghata balma yaad karoge

duniya me dilwale honge hajaro

fir bhi hamari wafa dilruba yaad karoge

tum bhi kya yaad karoge

Explore this song