Roman script

duniya me badshah hai to hai vo bhi aadmi

aur mufliso gada hai to hai vo bhi aadmi

aur mufliso gada hai to hai vo bhi aadmi

sahiba duniya me badshah hai 

to hai vo bhi aadmi

papo se mar gaya hai to hai vo bhi aadmi

are murga jo kha raha hai to hai vo bhi aadmi

tukde chaba raha hai to hai vo bhi aadmi

tukde chaba raha hai to hai vo bhi aadmi

sahiba duniya me badshah hai 

to hai vo bhi aadmi

kaise banaye aadmi ko yaar aadmi

hai aadmi ke bich me diwaar aadmi

thane me ek mai hu giraftaar aadmi

ek thanedar thane ka mukhtaar aadmi

jo mujhpe hans raha hai to hai vo bhi aadmi

jo mujhpe hans raha hai to hai vo bhi aadmi

sahiba duniya me badshah hai 

to hai vo bhi aadmi

ye paisa aadmi se jo chahe wahi karaye

ghode ke badle aadmi riksha me dhota jaye

har aadmi ko padi paise ki haye haye haye haye

paise jhela haye haye

jag ka mela haye haye

aaye akela haye haye

jaye akela haye haye

aankh ka anjan haye haye

dant ka manjan haye haye

dant nikale haye haye

jaan ke laale haye haye

tu hi bacha le haye haye

giraftari haye haye, bambari haye haye

duniyadari haye haye, chor bajari haye haye

thirkadaari haye haye, haye haye haye haye 

haye haye haye haye, haye haye haye haye

haye haye haye haye

ye sab jo kar raha hai to hai vo bhi aadmi

ye sab jo kar raha hai to hai vo bhi aadmi

sahiba duniya me badshah hai 

to hai vo bhi aadmi

har aadmi ko padi paise ki haye haye

paise ki khatir aadmi bandar kahi nachaye

mai bhi hu ek aadmi chakram hai mera naam

hindu ko raam raam, musalmaan ko salam

do boot ek sut se chalta hai kaam

atom ke bomb ka hai koi aadmi gulam

jo ann chahta hai to hai vo bhi aadmi

jo ann chahta hai to hai vo bhi aadmi

sahiba duniya me badshah hai to hai vo bhi aadmi

duniya me badshah hai to hai vo bhi aadmi

Explore this song