Roman script

dunia me badshah hai so hai wo bhi admi

or mufliso ada hai so hai wo bhi admi

jardaro benawa hai so hai wo bhi admi

naymat jo kha raha hai so hai wo bhi admi

jo bijliyo ki shakh pe 

jo bijliyo ki shakh pe bana le aasiyana

usi ki hai ye jindagi uski ka hai ye jamana

jo bijliyo ki shakh pe bana le aasiyana

usi ki hai ye jindagi uski ka hai ye jamana

jo bijliyo ki shakh pe bana le aasiyana

jo bijliyo ki shakh pe bana le aasiyana

kisi ko fakar jamane me hai sharafat ka

garur sar me kisi ke hai malo daulat ka

kisi ko fakar jamane me hai sharafat ka

kisi ko fakar jamane me hai sharafat ka

garur sar me kisi ke hai malo daulat ka

garur sar me kisi ke hai malo daulat ka

or kahu pate ki wahi marja marja maida hai

ha jise ho naja fakat bajuo ki takat ka

o admi hai admi wo mard hai ye gana

o admi hai admi wo mard hai ye gana

usi ki hai ye jindagi uski ka hai ye jamana

usi ki hai ye jindagi uski ka hai ye jamana

Explore this song