Roman script

duniya kya jane mera afsana 

kyon gaye dil ulfat ka tarana 

duniya kya jane mera afsana 

kyon gaye dil ulfat ka tarana 

duniya kya jane

ho o o 

neend na aye dil bas mein nahi 

tu hai kahen to piya main hoon kahen 

neend na aye dil bas mein nahi 

tu hai kahen to piya main hoon kahen 

o sajanwa re o balamwa re 

chandani raten aur ye saman 

rut bhi anokhi main bhi jawan 

main bhi deewani tu bhi deewana 

phir kaise bete mausam suhana 

rat kate na bin tere piya 

aja akele nahi lage jiya

rat kate na bin tere piya 

aja akele nahi lage jiya

o sajanwa re o balamwa re 

jhilmil tare mast hava 

ched de murali aa ke zara 

tere sang gaon main kya gana 

sun-sun ke jisko nache zamana 

duniya kya jane mera afsana 

kyon gaye dil ulfat ka tarana 

duniya kya jane

Explore this song