Roman script

duniya ki kitabo se ek din mushkil ka naam mit jayega 

duniya ki kitabo se ek din mushkil ka naam mit jayega 

duniya ki kitabo se ek din mushkil ka naam mit jayega 

insaan ke irado ke aage ambar bhi sar ko jhukayega

ambar bhi sar ko jhukayega duniya ki kitabo se ek din

mushkil ka naam mit jayega hum apni lagan ke diwane 

tufa se bhi takra jayenge ab jhuk na sakenge aye  

duniya tut bhle hi jayenge jivan ki dagar ka har parwat 

ek thokar me uad jayega duniya ki kitabo se ek din

mushkil ka naam mit jayega samjho na hume tum pathar dil 

sine me hamare pyar bhi hai laz kisi kisi ki yaad bhi hai

ek sapno ka sansar bhi hai jo kuch bhi hansi hai is jag me 

kuch aur hansi kahlayega duniya ki kitabo se ek din

mushkil ka naam mit jayega har har bandhan ko todke

jab jashan manayegi duniya taro ke sihgashan par jis

din insaan ko dikhayegi duniya us din sabko rah rah ke mera

ye git bahut yaad ayega insaan ke irado ke aage

ambar bhi sar ko jhkayega ambar bhi sar ko jhkayega

duniya ki kitabo se ek din mushkil ka naam mit jayega

Explore this song