Roman script

duniya kare sawal to hum kya jawab de

tum kaun ho khayal to hum kya jawab de

duniya kare sawal

puchhe koi ke dil ko kaha chhod  aaye hai

puchhe koi ke dil ko kaha chhod  aaye hai

kis kisse apna rishta-ae-jaan jod aaye hai

mushkil ho arj-ae-haal mushkil ho arj-ae-haal

to hum kya jawab de

tum kaun ho khayal to hum kya jawab de

duniya kare sawal

puchhe koi dard-ae-wafa kaun de gaya

puchhe koi dard-ae-wafa kaun de gaya

raato ko jaagne ki saja kaun de gaya

kehne pe ho malal kehne pe ho malal

to hum kya jabab de

tum kaun ho khayal to hum kya jawab de

duniya kare sawal to hum kya jawab de

Explore this song