Roman script

duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai

duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai

aaha duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai

kisi ki najar buri bankar chhuri jab dil pe chalti hai

hay rey bada majja hain

duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai

jindagi kya hai ek tamanna hi toh hain

tamanna ki suno sahib yahi tarif hoti hain

yeh reh jaye jo dil me toh badi taklif hoti hain

jindagi kya hai ek tamanna hi toh hain

aur yeh tamanna jab tadap tadap kar sine se nikalti hai

hay rey bada maja hain

duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai

jindagi kya hai ek hasina hi toh hain

hasina sirf aurat ko nahi kehte jamane me

yahi ek nam aakhir kyun likha hain har fasane me

toh jindagi kya hain ek hasina hi toh hain

aur yeh hasina jab pyar ki sej par karwate badalti hai

hay rey bada maja hain

duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai

kisi ki najar buri bankar chhuri jab dil peh chalti hai

hay rey bada maja hain

duniya jab jalti hai hay bada maja, bada maja aata hai

Explore this song