Roman script

duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

aashiq kadam kadam par hai nit nibhata koi koi 

kon yaha jo pi sakta hai ek chhlakta zam hu mai

o uski himmat mujhe kharide milti mehnge dam hu mai

uski himmat mujhe kharide milti mehnge dam hu mai

kon yaha jo pi sakta hai ek chhlakta zam hu mai

hotho se to sab pite hai aansu pita hai koi koi

duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

paisa ho to paise se kharidar kharida ja sakta 

ek husn ki bat hai kya bazar kharida ja sakta

kal jo paisa nahi rahe to nazar milata koi koi

duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

chhan chhanan chhan baju mai chandi ki payal hu

mujh par paisa phenkne walo mai to pyar ki payal hu

chahne wale lakho hai hai marne wala koi koi

duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

aashiq kadam kadam par hai nit nibhata koi koi 

duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

Explore this song