Roman script

khat ka majmu bhap leta hu lifafa dekhkar

are khat ka majmu bhap leta hu lifafa dekhkar

har hal dil ka mai bata deta hu chehra dekhkar

dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu

ankh wala hu mai andar ki khabar rakhta hu

dekh pyare mere kartab nahi aise waise

teri pocket me hai chalis rupay chalis rupay do paise

janeman mai tere ghar war ki khabar rakhta hu

dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu

dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu

ap maidam hai bahut nek bahut hi sada apki umar nahi 

solah baras nahi solah baras ye hai jyada

apke sath apke sath me sohar ki khabar rakhta hu

dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu

dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu

teri mucho ke kate ye jo khade rahte hai

inme sawa nau hi sawa nau hi baje rahte hai

bina ghadiyal babu baina ghadiyal har ghadi ki khaba rakhta hu

dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu

ankh wala hu mai andar ki khabar rakhta hu

dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu

Explore this song