Roman script

duniya musafir khana ho duniya musafir khana 

aaj aaye kal huye rawana 

bachpan budhapa jawani teen dino ki hai ye zindgani 

ek din aaye ek din thehre teesre din hai ud jana 

duniya musafir khana ho duniya musafir khana 

duniya musafir khana ho duniya musafir khana 

aaj aaye kal huye rawana 

duniya musafir khana ho duniya musafir khana 

bachpan ki rut nind suhani 

are andhe bankar kati jawani 

dekh budhapa rone ko baithe pada hai ab pachhtana 

duniya musafir khana ho duniya musafir khana 

duniya musafir khana ho duniya musafir khana 

aaj aaye kal huye rawana 

duniya musafir khana ho duniya musafir khana

Explore this song