Roman script

bata do bata koi hai duniya 
najar mein nayi ye hawa kaisi chali 
bata do bata do koi hai duniya 
najar mein nayi ye hawa kaisi chali 
aayi ye kaisi bahar aayi ye kaisi bahar
kyu phul ye dil ka khila 
bachpan bhi mera kahi kho gaya
na jane kaha kho gaya
ho na jane kaha kho gaya
man mein hui besudhi hai duniya
najar mein nayi ye hawa kaisi chali 
bata do bata do koi hai duniya 
najar mein nayi ye hawa kaisi chali 
bhanwre ne kya bat ki bhanwre ne kya bat ki 
phul ban gayi hai kali phul ban gayi hai kali
aankho mein aankho mein sharm bhi badhi
aayi hontho pe kaisi hansi 
aayi hontho pe kaisi hansi rut hai 
suhani gayi hai duniya 
najar mein nayi ye hawa kaisi chali 
bata do bata do koi hai duniya 
najar mein nayi ye hawa kaisi chali 
chhayi jo kali ghata chhayi jo kali ghata
na jane chaman mein kya hua
jaise fagun mein bijali si giri
ha ha bijali si jaise giri
ab nahi ki dillgi hai duniya
najar mein nayi ye hawa kaisi chali 
bata do bata do koi hai duniya 
najar mein nayi ye hawa kaisi chali

Song details

Song video

Watch on YouTube