Roman script

duniya se dil laga kar 

duniya se dil laga kar duniya se kya milega

yaad-e-khuda kiye jaa, yaad-e-khuda kiye jaa

tujh ko khuda milega, tujh ko khuda milega

yaad-e-khuda kiye jaa tujh ko khuda milega

yaad-e-khuda kiye jaa

daulat ho ya hukumat, taakat ho ya jawaani

har chij mitne waali, har chij aani-jani

ye sab gurur ek din 

ye sab gurur ek din mitti me jaa milega

ye sab gurur ek din mitti me jaa milega

yaad-e-khuda kiye jaa tujh ko khuda milega

yaad-e-khuda kiye jaa

aata nahi palat kar gujra hua jamaana

aata nahi palat kar gujra hua jamaana

kya khwaab kaa bharosa, kya maut kaa thikaana

ye jindagi ganva kar kya faayada milega

ye jindagi ganva kar kya faayada milega

yaad-e-khuda kiye jaa tujh ko khuda milega

yaad-e-khuda kiye jaa

takdir jo dikhaaye chupchaap dekhta chal

imaan ke sahaare neki ka raasta chal

imaan ke sahaare neki ka raasta chal

is raaste pe aake

is raaste pe aake har raasta milega

is raaste pe aake har raasta milega

duniya se dil laga kar duniya se kya milega

yaad-e-khuda kiye jaa tujh ko khuda milega

yaad-e-khuda kiye jaa

Explore this song