Roman script

duniya aa aa aa 

duniya duniya duniya 

duniya jise kahte hain, jaadu ka khilauna hain 

duniya 

duniya jise kahte hain, jaadu ka khilauna hain

mil jaye to mitti hain 

mil jaye to mitti hain, kho jaye to sona hain 

duniya duniya 

achha sa koi mausam 

achha sa koi mausam, tnha sa koi aalam 

har waqt ka rona to 

har waqt ka rona to, bekar ka rona hain 

duniya 

duniya jise kahte hain, jaadu ka khilauna hain

barsaat ka baadal to, divaana hai kya jane 

divana divana divana divana 

divana divana divana 

barsaat ka baadal to, divaana hai kya jane

kis raah se bachna hain 

kis raah se bachna hain, ksi chhat ko bhigona hain 

duniya 

duniya jise kahte hain, jaadu ka khilauna hain

gam ho ki khushi dono, kuchh der ke saathi hain

kuchh der ke saathi hain

kuchh der ke saathi hain

kuchh der ke saathi hain saathi saathi hain 

gam ho ki khushi dono, kuchh der ke saathi hain

fir rasta hi rasta hain 

fir rasta hi rasta hain, hansna hain na rona hain 

duniya 

duniya jise kahte hain, jaadu ka khilauna hain

jaadu ka khilauna hain

Explore this song