Roman script

dhum dhum dhum dhum dholak bajana dhum dhum dhum dhumdholak bajana 
dhum dhum dhum dhum dholak bajana aao sikha dun ladki patana
in hasino se chakkar chalana in hasino se chakkar chalana
aao sikha dun ladki patana dhum dhum dhum dhum dholak bajana 
yahan vahan sare mohalle mein jao yahan vahan sare mohalle mein jao
kahin se bhi inka pata dund lao
rahati agar koi ladki pados me rahati agar koi ladki pados me 
shuru karo tum,shuru karo tum uske ghar aana jana
aao sikha dun ladki patana dhum dhum dhum dhum dholak bajana 
chanchal hasina ki  natkhat saheli chanchal hasina ki natkhat saheli
kabhi agar mil jaye tum ko akeli
apni mohabbat ka izhar kar ke apni mohabbat ka izhar kar ke
prem patra tum,prem patra tum uske hath bhijwana
aao sikha du ladki patana dhum dhum dhum dhum dholak bajana 
amitabh ke gane gaa ke sunao amitabh ke gane gaa ke sunao
nache mithun  vaise nach ke dikhao
govinda anil jaise kapde pehan ke govinda anil jaise kapde pehan ke
dheere dheere tum,dheere dheere tum uske dil ko churana
aao sikha du ladki patana dhum dhum dhum dhum  dholak bajana 
dhum dhum dhum dhum dholak bajana aao sikha du ladki patana
in hasinon se chakkar chalana in hasinon se chakkar chalana
aao sikha du ladki patana dhum dhum dhum dhum dholak bajana

Song details

Song video

Watch on YouTube