Roman script

maula ali

tere sajde mein zindagi hai

tu sukun hai, tu khushi hai

o ali mere haan ali mere

tu sakha hai, tu rehnuma hai

mujhe khud pe naa jo guman hai

o ali mere haan ali mere

tere sajde mein zindagi hai

tu sukun hai, tu khushi hai

o ali mere haan ali mere

tu sakha hai, tu rehnuma hai

mujhe khud pe naa jo guman hai

o ali mere haan ali mere

koi hasrat nahi adhuri

har khwahish hui hai poori

har khwahish hui hai poori maula

bekaso ka tu hi sahara

tu hi na-khuda, tu kinara

tu hi na-khuda, tu kinara o ali maula

ali mere ali mere, karam ada kar

ali mere ali mere, ayu juda kar

ali mere ali mere, tu mera rehbar ali

ali mere ali mere, karam ada kar

ali mere ali mere, ayu juda kar

ali mere ali mere, tu mera rehbar ali

khwabo ka safera mera mera mera

thaam lena maula zara zara zara

mausam ye hak me nahi nahi nahi

pal mushkilo se hai bhara bhara bhara

main daraaro se bhar chuka hoon

is jahaan se thak chuka hoon

is jahaan se thak chuka hoon maula

ab aur na imtehan le mera maula jahaan de

mera maula jahaan de o ali maula dum ali

ali mere ali mere, karam ada kar

ali mere ali mere, ayu juda kar

ali mere ali mere, tu mera rehbar ali

ali mere ali mere, karam ada kar

ali mere ali mere, ayu juda kar

ali mere ali mere, tu mera rehbar ali

padh bhi le tu meri arziya jaan le ab meri marziya

dekh le dekh le ek nazar kar de aasan mera safar

padh bhi le tu meri arziya jaan le ab meri marziya

dekh le dekh le ek nazar kar de aasan mera safar

kar de aasan mera safar kar de aasan mera safar.

Explore this song