Roman script

dukh dard ke maro ka
dukh dard ke maro ka
sune kaun fasana
sune kaun fasana 
apna jise samjha tha 
apna jise samjha tha 
wahi nikla begana 
nikla begana 
dukh dar ke maro ka 
sune kaun fasana 
sune kaun fasana 
ab kya hai jidhar ne chale 
ab kya hai jidhar ne chale 
takdir humari 
ek bojh jami ka hi nahi 
koi thikana koi thikana 
dukh dar ke maro ka 
sune kaun fasana 
sune kaun fasana 
gam itna uthaye ki 
khushi bhul gayi hun bhul gayi hun 
gam itna uthaye ki 
khushi bhul gayi hun bhul gayi hun 
aur yad mujhe rah gaya 
aur yad mujhe rah gaya
ashko ka bahana 
ashko ka bahana
dukh dard ke maro ka 
sune kaun fasana
sune kaun fasana
mana man chhayenga 
tufaan hajaro tufaan hajaro
rah jayenga ulfat ka tu
yaad fasana haye fasana
dukh dard ke maro ka 
sune kaun fasana
sune kaun fasana

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Anjum Pilibhiti, Rafeeq Ajmeri