Roman script

dub dub

tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata 

tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata 

kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai

tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata

kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai

gaati hain jab hawaye chhati hain ghataye 

gaati hain jab hawaye chhati hain ghataye 

kya mere jaisa tera mann bhi machalta hai

mere dil ke pas aake khud sun le sathiya 

mere dil ke pas aake khud sun le sathiya 

dil banke meri jan me tu hi to dhadakta hai

jab manchali fijaye khushbu me nahaye 

jab manchali fijaye khushbu me nahaye 

han tere jaisa mera mann bhi machalta hai

mere dil ke pas aake khud sun le sathiya

jane yeh kaisa pyar hai pal pal dil bekarar hai

sanse teri sanso me ghuli chhane lagi mujhpe bekhudi

janewafa itna bata hai ishk me kaisa nasha

kya mere jaisa tera mann bhi behkta hai

tu apni dhadkano ko jara sunke yeh bata

dil pe kabu nahi meraa jabse yeh ho gaya teraa

halka halka khumar hai janam kya yeh hi pyar hai

kya ho gaya mujhe kya pata

tu hi jara chhu kar bata

kya mere jaisa teraa tann bhi sulaghta hai

tu apni dhadkano ko jara sunke yeh bata

mere dil ke pas aake khud sun le sathiya

tu apni dhadkano ko jara sunke yeh bata

mere dil ke pas aake khud sun le sathiya

Explore this song