Roman script

dua hai yahi shaihar yaar-e-madina

dua hai yahi shaihar yaar-e-madina

ke dekhe ye aankhe daya re madina

dua hai yahi shaihar yaar-e-madina

chale hai muhammad ke dar pe sawali

chale hai muhammad ke dar pe sawali

na aaya kabhi koi us dar se khaali

na aaya kabhi koi us dar se khaali

bhare jholiyaan taazdaar-e-madina

bhare jholiyaan taazdaar-e-madina

ke dekhe ye aankhe daya re madina

dua hai yahi shaihar yaar-e-madina

ae jag-e-muhammad mujhe aasra de

ae jag-e-muhammad mujhe aasra de

mere daman-e-shauk ko par laga de

mere daman-e-shauk ko par laga de

uda de bana ke gubbar-e-madina

uda de bana ke gubbar-e-madina

ke dekhe ye aankhe daya re madina

dua hai yahi shaihar yaar-e-madina

kiye the kabhi chaand ke jisne tukde

kiye the kabhi chaand ke jisne tukde

karodo ke jisne kiye dur dukhade

karodo ke jisne kiye dur dukhade

in aankho me hai vo mijaar-e-madina

in aankho me hai vo mijaar-e-madina

ke dekhe ye aankhe daya re madina

dua hai yahi shaihar yaar-e-madina

Explore this song