Roman script

chhule do falak jab chahe be sabak kya baat hai badi 

koi bhi nahi khushiyo ki kami kya kiski padi 

hamse hi hai ye zindagi ham jo na ho to kuchh nahi 

socho naa 

chhule do falak jab chahe be sabak kya baat hai badi  

koi bhi nahi khushiyo ki kami kya kiski padi

hamse hi hai ye zindagi ham jo nahi to kuchh nahi 

socho naa 

chalti hai khud ye jami ruk jaye jo apne kadam 

karta hai pura safar jine ka har lamha khatam 

chalti hai khud ye jami ruk jaye jo apne kadam 

karta hai pura safar jine ka har lamha khatam 

kismat pe rone se kahi bigdi to banti hi nahi 

socho naa 

rasmo ki na kaid ho na bandish koi bhi rahe 

apni marji se sada apni masti me jiye 

rasmo ki naa kaid ho naa bandish koi bhi rahe 

apni marji se sada apni hi masti me jiye 

jine ke khatir to kayi kardiya to hoti hi rahe 

socho naa

Explore this song