Roman script

do u know what it takes to fall in luv, no

because i don't know what it takes too

dosto kabhi laila ne ishk nahi sikha tha

majnu ne ishk nahi sikha tha

woh najron kaa milna, woh najron kaa milna  

pehli bar jane kya sikha jata hain

ishk khud ba khud aa jata hain

dosto kabhi laila ne ishk nahi sikha tha

majnu ne ishk nahi sikha tha

woh woh najron kaa milna pehli bar

jane kya sikha jata hain 

ishk khud ba khud aa jata hain

nigahe mil jati hain balaye tal jati hain

koyi na roke ishk ko phir hone se bhi yar

jabane sil jati hain murade mil jati hain

milati hai khushiya ishk me toh rone se hi yar

yeh hai luv luv luv luv luv luv mano na

yeh hai luv luv luv luv luv luv jano na

dosto kabhi laila ne ishk nahi sikha tha

majnu ne ishk nahi sikha tha

woh woh najron kaa milna pehli bar

jane kya sikha jata hain

ishk khud ba khud aa jata hain

chand lafjon kaa kehan chand lafjon kaa sunna

yu kehte sunte koyi apna ban hi jata hain

tamannao kaa likhna khato kaa ana jana

ishk me shayad har aashik ban hi jata hai

yeh hai luv luv luv luv luv luv samjho na

yeh hai luv luv luv luv luv luv janeja

dosto kabhi laila ne ishk nahi sikha tha

majnu ne ishk nahi sikha tha

woh woh woh woh najron kaa milna

woh najron kaa milna pehli bar

jane kya sikha jata hain

ishk khud ba khud aa jata hain

Explore this song