Roman script

dost wahi dost ke aaye jo kam dosti me war de jindagi tamam 

jindagi tamam tamam jindagi tamam 

thoda sa tum badho thoda sa hum badhe

badhte badhte hi yarana ho jayega thoda sa 

tum badho thoda sa hum badhe

badhte badhte hi yarana ho jayega thoda sa 

tum badho thoda sa hum badhe

badhte badhte hi yarana ho jayega 

thoda sa tum kaho kaho kaho

thoda sa tum kaho thoda sa hum kahe 

kahte kahte hi afsana ho jayega

thoda sa tum badho thoda sa hum badhe 

badhte badhte hi yarana ho jayega

jo kahte hai hum karke rahenge karke rahenge karke rahenge 

jamane se kya maut se bhi ladenge 

baat ke pakke hai tere diwane hai

ye shama bujha aise parwane hai 

rakha kahne me kya aage tum dekhna

dekhe honge bahut hamsa par ek na 

thoda sa hai safar thodi si hai kasar

thoda sa hai safar thodi si hai kasar 

jise chahe wo nishana ho jayega

thoda sa tum badho thoda sa hum 

badhe badhte badhte hi yarana ho jayega

hath hamse milakar chale aandhiya de 

samundar jala hum wo chingariya

waqt deta badal har insan ko nap lete hai hum har tufan ko

jaha me hamara yahi hai nisha hamse hoti hai majbur majburiya

hamse hoti hai majbur majburiya maf karna khata de itna bata

chur ho jaye hamse jo takrayega 

thoda sa tum badho thoda sa hum badhe

badhte badhte hi yarana ho jayega

aisa lagta yaha hai jarurat meri khich layi hame yar yari teri

hamne sikha hai har haar ko jitna bad pisne ke hi rang laye hina

oro ko manjil mile na mile hamari to manjil hai kadam ke tale

aahe kadam ke tale ha ha kadam ke 

tale de dunia badal aasma tu sambhal

de dunia badal aasma tu sambhal

tut kar har sitara bikhar jayega badhte badhte hi yarana ho jayega

thoda sa tum badho thoda sa hum 

badhe badhte badhte hi yarana ho jayega

thoda sa tum kaho kaho kaho thoda sa tum kaho thoda sa hum kahe

kahte kahte hi afsana ho jayega 

thoda sa tum badho thoda sa hum badhe

badhte badhte hi yarana ho jayega kahte kahte hi afsana ho jayega

Explore this song