Roman script

dooniya kee najar hai buri julfe naa sanwara karo

jao jao beyiman balma hame tane naa mara karo

dooniya kee najar

dekh jara too mud ke jalim sadke aisi chal ke

mere samane aana balam dil ko jara sambhal ke

tere kadmo pe dil rakh du gori jab bhi ishara kare

jao jao beyiman

bato hee bato me aji ban baithe dildar kyon

apna bana ke pas bulake phir hamse takarar kyon

jao tumhe pas bulaya kisne jara dur se najara karo

dooniya kee najar

ek to tikhe naina upar se kajre kee dhar re

ho jaye naa par jigar ke do dhari talavar re

hay tere pyar ke mare hain najro se naa mara karo

dooniya kee najar

Explore this song