Roman script

doodh piyo doodh piyo 
doodh piyo sab doodh piyo 
doodh piyo doodh piyo 
doodh piyo doodh piyo 
doodh piyo sab doodh piyo 
tod fod do maiy ke pyale 
tod fod do maiy ke pyale 
doodh piye maiy peene wale 
doodh piye maiy peene wale 
doodh piyo doodh piyo 
doodh piyo sab doodh piyo 
yaha basera varj nirala 
yaha basera varj nirala 
yaha na hoga maiy ka payala 
yaha na hoga maiy ka payala 
peena ho to doodh piyo 
peena ho to doodh piyo 
doodh piyo doodh piyo 
doodh piyo sab doodh piyo 
doodh piyo doodh piyo 
doodh piyo sab doodh piyo 
bharat ki santaan 
bharat ki santaan 
rakho maa ki shaan 
bharat ki santaan 
veer bano tum balwan bano tum 
veer bano tum balwan bano tum 
karo doodh ka paan 
bharat ki santaan 
gaay hamari mata pyari 
gaay hamari mata pyari 
iski mahima jag se nyari 
iski mahima jag se nyari 
iske sathi krishan murari 
iske sathi krishan murari 
hai jiska sansaar pujari 
hai jiska sansaar pujari 
karo isi ka dhyan 
karo isi ka dhyan

Song details

Song video

Watch on YouTube