Roman script

dubi naiya dubi naiya aa ke kinare

aa ke kinare dubi naiya

jaye kaha ab gum ke mare

gum ke mare dubi naiya 

badli hui hai unki nigahe

dard hai dil me lab pe aahe

dard hai dil me lab pe aahe

baithe hue hai gum ke sahare

gum ke sahare dubi naiya

takte hai naina unko harsu

takte hai naina unko harsu

rukte nahi hai aankh se aasu

rukte nahi hai aankh se aasu

chhupne ko hai ab chand sitare

chand sitare dubi naiya 

hath se unka daman chhuta

hath se unka daman chhuta

chanda banke tara tuta

chanda banke tara tuta

wo gaye jhuthe sapne sare

sapne sare dubi naiya aake kinare

aake kinare dubi naiya

Explore this song