Roman script

dono jahaan teri muhabbat mein haar ke 

woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke

dono jahaan teri muhabbat mein haar ke

woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke

viraan hai maikada hun saagar udaas hai 

tum kya gaye ki ruth gaye din bahaar ke 

woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke

bhule se muskuraa toh diye the woh aaj faiz 

mat puchh walwale dil-e-naakar dakaarke 

woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke

dono jahaan teri muhabbat mein haar ke

woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke

Explore this song

Song video

Watch on YouTube