Roman script

shaam-e-firaaq abb na puchh

shaam-e-firaaq abb na puchh

aayi aur aake tal gayi

shaam-e-firaaq abb na puchh

aayi aur aake tal gayi

dil tha ke phir behal gaya

dil tha ke phir behal gaya

jaa thi ki phir sambhal gayi

shaam-e-firaaq abb na puchh

aayi aur aake tal gayi

shaam-e-firaaq abb na puchh

kajme khayaal mein tere husn ki shamma jal gayi

kajme khayaal mein tere husn ki shamma jal gayi

dard ka chaand bujh gaya

dard ka chaand bujh gaya

hijrr ki raat dhal gayi

dard ka chaand bujh gaya

hijrr ki raat dhal gayi

shaam-e-firaaq abb na puchh

jab tujhe yaad kar liya subaho mehak mehak uthi 

jab tera ghum jala liya

jab tera ghum jala liya

jab tera ghum jala liya

raat machal machal gayi

jab tera ghum jala liya

raat machal machal gayi

shaam-e-firaaq abb na puchh

aayi aur aake tal gayi

shaam-e-firaaq abb na puchh

dil se to har muavala karke chale the saf hum

dil se to har muavala 

dil se to har muavala 

dil se to har muavala karke chale the saf hum

kahane mein unke samne kahane mein unke samne 

baat badal badal gai 

kahane mein unke samne 

baat badal badal gai 

shaam-e-firaaq abb na puchh

aayi aur aake tal gayi

dil tha ke phir behal gaya

dil tha ke phir behal gaya

jaa thi ki phir sambhal gayi

shaam-e-firaaq abb na puchh

aayi aur aake tal gayi

shaam-e-firaaq abb na puchh

Explore this song

Song video

Watch on YouTube