Roman script

dont call me baby dont call me baby 
jawan ho gai mai jawan ho gai mai 
dont call me baby dont call me baby 
jawan ho gai mai jawan ho gai mai 
sundar ladki paas khadi vo idhar hai aa khadi 
mere hote idhar udhar 
kya dekh rahe ho ghadi ghadi 
dont call me baby dont call me baby 
jawan ho gai mai jawan ho gai mai 
jawan ho gai mai jawan ho gai mai 
dekh le ab mai rahi kaha ang ang ho gya jawa
mere labo pe angare mere sine me tufan 
dekh le ab mai rahi kaha ang ang ho gya jawa
mere labo pe angare mere sine me tufan 
vahi nashe me jhum utha jisse meri aankh ladi 
chute hi bijli chu jaye badan mera jadu ki chadi 
dont call me baby dont call me baby 
jawan ho gai mai jawan ho gai mai 
jawan ho gai mai jawan ho gai mai 
bato me bulbul ki sada julfo me jannat ki hawa
mai hun sanam mai hun sanam aur chahiye tuhjko kya 
bato me bulbul ki sada julfo me jannat ki hawa
mai hun sanam mai hun sanam aur chahiye tuhjko kya 
baho me tu bhar le jara hire jadi mai moti jadi
sare khajane mujhme hai ruk to ja do char ghadi
dont call me baby dont call me baby 
jawan ho gai mai jawan ho gai mai

Song details