Roman script

dol uthi hai dali dali kon magan lehraya 

dol uthi hai dali dali kon magan lehraya

pawan putar ka janam huya 

ghar ghar me mangal chhaya

aaye pawan lal ko dekha aaye pawan lal ko dekha

dekar chale badhayi

barham dev ke naino ne jivan me jyoti jagayi

laxmi narayan aaye hai karne ko kalyan

laxmi narayan aaye hai karne ko kalyan

gori shankar ne balak ko diya marvar dan

anjan tera lal banega ram bhkat hanuman

ram bhkat hanuman

Explore this song