Roman script

do mastane chale zindagi banane bande sayane aur nam ke diwane

kisi hasina se mahajabina se, kisi hasina se mahajabina se

dil ko bachte huye akhiya ladane, akhiya ladane

do mastane chale zindagi banane bande sayane aur nam ke diwane

do mastane chale zindagi banane bande sayane aur nam ke diwane

kisi hasina se mahajabina se, kisi hasina se mahajabina se

dil ko bachte huye akhiya ladane, bande siyane

kahi to koi hogi yara rakhegi apna banke zara

zara zara zara zara zara

marna hi pada us pe to marenge jan bachke zara

wa be pyare, wa be pyare, wa be pyare, wa

chha gayi yara ya yara

do mastane chale zindagi banane bande sayane aur nam ke diwane

do mastane chale zindagi banane bande sayane aur nam ke diwane

kisi hasina se mahajabina se, kisi hasina se mahajabina se

dil ko bachte huye akhiya ladane, bande siyane

tir chale hai na khatari kam hamara sara hota rahe

hota rahe, hota rahe, hota rahe

hing lage na phitkiri lage rang phir bhi chokha rahe

chokha rahe, chokha rahe, chokha rahe

tir chale hai na khatari kam hamara sara hota rahe

hing lage na phitkiri lage rang phir bhi chokha rahe

wa be pyare, wa be pyare, wa be pyare, wa

wa be pyare, wa be pyare, wa be pyare, wa

chha gayi yara ya yara

do mastane chale zindagi banane bande sayane aur nam ke diwane

do mastane chale zindagi banane bande sayane aur nam ke diwane

kisi hasina se mahajabina se, kisi hasina se mahajabina se

dil ko bachte huye akhiya ladane, bande siyane

do mastane chale zindagi banane bande sayane aur nam ke diwane

do mastane chale zindagi banane bande sayane aur nam ke diwane

kisi hasina se mahajabina se, kisi hasina se mahajabina se

dil ko bachte huye akhiya ladane, bande siyane

akhiya ladane, bande siyane, akhiya ladane

Explore this song