Roman script

do kinaare alag huye aur nadiyaan kho gayi

do kinaare alag huye aur nadiyaan kho gayi

kaun leher kis boond se kaun leher kis boond se

jaane kya galti ho gayi do kinaare alag huye

aur nadiyaan kho gayi chanda, aasmaani paglaa

paani par kahaani likhe bada, samjhaaun isko

dil toh bus naadaani seekhe ek bhor jo

donon ke beech thi kis raat mein so gayi

do kinaare alag huye aur nadiyaan kho gayi

kissa kya sunaaun dil ka shabdon mein na maani dikhe

lamha bewafa hai nikla baitha donon aankhein meeche

kissa kya sunaaun dil ka

shabdon mein na maani dikhe lamha bewafa hai nikla

baitha donon aankhein meeche ek zindagi jo kabhi jeeti thi

kyun bejaan si hi gayi do kinaare alag huye

aur nadiyaan kho gayi

Explore this song