Roman script

do kadam aur aye sathi kadmo pe jamana hoga

daman me hamare ek din duniya ka khazana hoga

are sona pighlega aur chandi barsegi

chune ko kadam apne khud manzil tarsegi

hai aaj agar auro ka kal apna zamana hoga

daman me hamare ek din duniya ka khazana hoga

do kadam aur aye sathi kadmo pe jamana hoga

daman me hamare ek din duniya ka khazana hoga

baho me chand hoga aur rah me sitare

baho me chand hoga aur rah me sitare

ummido ki wo duniya ab dur nahi pyare

khushiyo ki jawa rato ka har khwab suhana hoga

daman me hamare ek din duniya ka khazana hoga 

do kadam aur aye sathi kadmo pe jamana hoga

daman me hamare ek din duniya ka khazana hoga

Explore this song