Roman script

do jahan wale tujhe hain do jahan ka waasta

apne bando ko dikha jine ka koi raasta

do jahan wale tujhe hain do jahan ka waasta

apne bando ko dikha jine ka koi raasta

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

tu hi girdhar tu hi karim hain

ram bhi tu aur tu hi rahim hain

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

na teri surat hain koi

na tera koi rup hain

tu hawa hain tu ghata hain

chhav hain tu dhup hain

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

o taaro me hain nur tera

tuhi phulo me phulo me hase

tuhi dole dhadkano me

tuhi saanso me base

hum na tujhe dekh paye

tu hume hain dekhta

apne bando ko dikha jine ka koi raasta

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

ye andhere raaste humko kahan le jayenge

tere nakshe paa pe chalne wale manjil payenge

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

o banda parwar tere bando ko hain tera aasra

humne kab kya bhul ki hain

banda parwar tere bando ko hain tera aasra

humne kab kya bhul ki hain

humko nahi hain ye pata

baksh de humse kabhi jo bhi ho gayi ho kuch khata

apne bando ko dikha jine ka koi raasta

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

sache dil se jo pukare to sune uski sada

tu agar chahe badal de wakat ka har faisla

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

o tere dar pe hum murade puri karke jayenge

ho gaye mayush to ghunt kar yahi mar jayenge

tu sune na to kise aawaz de tuhi bata

apne bando ko dikha jine ka koi raasta

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

tu hi girdhar tu hi karim hain

ram bhi tu aur tu hi rahim hain

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

do jahan wale tujhe hain do jahan ka waasta

apne bando ko dikha jine ka koi raasta

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

allah bhi tu hain, daata bhi tu hain

maula bhi tu hain, vidhata bhi tu hain

Explore this song