Roman script

do ghunt chai pi aur sair duniya ki

dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya

main sair karke aa gaya

do ghunt chai pi aur sair duniya ki

dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya

main sair karke aa gaya

duniya hi jannat hai, jannat mein kya hoga

dekhe yaha lakhon, wahan to ek khuda hoga

aadam hi aadam hai, is baat mein kaam hai

isko banaya kyu, khuda ko bhi ye gam hai

apne kiye par aap hi dekho khuda pachta gaya, pachta gaya

do ghunt chai pi aur sair duniya ki

dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya

main sair karke aa gaya

mahfil ghadi bhar ki, phir bhi suhani hai

kitni hasin kitni jawan, mana ke funny hai

apni adaa se ji jab tak hai dum baaki

tu aap hi paimana ban aur aap hi saaqi 

zinda wo duniya me raha duniya ko jo thukra gaya, thukra gaya

do ghunt chai pi, aur sair duniya ki

dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya

main sair karke aa gaya

yaaron idhar aao mujhse na ghabrao

mujhko khila sakte nahin to mujhse kuch khao

khane khialane se kuchh kam nahi hota

apne agar kha jaye to kuchh gam nahi hota

khakar akele raat din mera to dil ghabra gaya, ghabra gaya

do ghunt chai pi aur sair duniya ki

dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya

main sair karke aa gaya

Explore this song