Roman script

do ghadi bahla gayi parchaaiya

do ghadi bahla gayi parchaaiya

fir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya

do ghadi bahla gayi parchaiya

rash masata jism poonam ki chata

ye ghanere bal sawan ki ghata

tum jo haskar baadlo ko dekh lo

tum jo haskar baadlo ko dekh lo

bijliya lene lage angdaiya

fir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya

do ghadi bahla gayi parchaiya

jo bhi in aankho me khoya kho gaya

jo tumhara ho gaya bas ho gaya

jo bhi in aankho me khoya kho gaya

jo tumhara ho gaya bas ho gaya

dubne wala na fir ubhra kabhi

dubne wala na fir ubhra kabhi

uff nigahe taz ki gahrahiya

fir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya

do ghadi bahla gayi parchaiya

tum meri dunia mera iman bhi ho

tum meri hasrat tumhi mera arman ho

tum jo ho to har taraf sangeet hai

tum jo ho to har taraf sangeet hai

tum nahi to jahar hai sahnaiya

fir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya

do ghadi bahla gayi parchaiya

fir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya

do ghadi bahla gayi parchaiya

Explore this song