Roman script

do din hi madhu mujhe pilakar 
ub uthi saki bala 
do din hi madhu mujhe pilakar 
ub uthi saki bala 
bhar kar ab khiska deti hai 
wha mere aage pyala 
naaz adha 
naaz adha andazo se 
haaye pilana dur hua 
ab to kar deti hai 
kewal farz adai madhushaala 
ab to kar deti hai 
kewal farz adai madhushaala 
ab to kar deti hai 
kewal farz adai madhushaala

Song details

Song video

Watch on YouTube