Roman script

do deepo ki deewali thi 

ha diya hi bujha gayi

ha diya hi bujha gayi 

do deepo ki deewali thi 

ha diya hi bujha gayi 

ha diya hi bujha gayi 

do kaliyo ki nanhi si kyari

bhar di jag ne chingari

dil to tuta yaad na chhuti

aasha tuti khwab na tuta

do dilo ka rain basera

bijali tuti jala gayi

do deepo ki deewali thi 

aandhi aayi bujha gayi

aandhi aayi bujha gayi

mere tadpate prano ke panchhi

pas piya ke ja tu

bas do aansu lekar

chupke se charno par rakh aa tu

do deewano ki manjil thi

khwab bana kar uda gayi

do deepo ki deewali thi 

aandhi aayi bujha gayi

aandhi aayi bujha gayi

Explore this song