Roman script

do akalmand huye fikrmand 

ab soch rahe kya karna hai dilbar jani 

do akalmand huye fikrmand 

ab soch rahe kya karna hai dilbar jani 

kahi mahal hai kahi jhopadi ise sar kahe use khopadi 

tan se jo nanga hai vo milky jaan hai 

kapda banaya hoga lakh aan hai khud oti me khada 

do akalmand huye fikrmand 

ab soch rahe kya karna hai dilbar jani 

suno darling ye hai india jara come near tujhe du bata 

jaan se hai pyari meri jaan rotiya 

hoti hai garib ka iman rotiya sach hai kisi ne kaha 

do akalmand huye fikrmand 

ab soch rahe kya karna hai dilbar jani 

milo inse bhi ye jo hai khade suno lala ji kaha chal diye 

are galle ko dabaye huye mote pet me 

mouka pa ke bech dega tigne ret me 

chahega garibo ka bura 

do akalmand huye fikrmand 

ab soch rahe kya karna hai dilbar jani 

kahi dharm kahi dushmani insaniyat kaha kho gai 

hay mare gaye papiyo ki baat maan ke 

apne man ko khich tan ke upar vale dono se bacha 

do akalmand huye fikrmand 

ab soch rahe kya karna hai dilbar jani 

do akalmand huye fikrmand 

ab soch rahe kya karna hai dilbar jani

Explore this song